Is video mein maine dhabe par jaakar asli matar paneer banne ka live process dikhaya hai. Aap dekh sakte hain ki dhaba style mein matar paneer kaise tayyar kiya jata hai, kaun se ingredients use hote hain aur kis tarah se ise perfect desi taste diya jata hai.
Video ke end mein maine iska taste bhi share kiya hai jisse aapko idea mile ki dhabe wala matar paneer kaisa lagta hai. Agar aapko dhaba style khana pasand hai to ye video zarur dekhein.
Video pasand aaye to follow aur share zarur karein.